Lyrical: Khairiyat | Chhichhore | Nitesh Tiwari | Arijit Singh | Shushant, Sharddha
Lyrical Forest Lyrical Forest
19.3K subscribers
3,210 views
0

 Published On Mar 31, 2021

Song by arijit singh
Lyrics:
Khairiyat pucho
Kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai

Dil mera dekho
Na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise 100 saal hai

Anjaam hai tay mera
Hona tumhein hai mera
Jitni bhi ho dooriyan filhal hain
Ye dooriyan filhal hain

Khairiyat pucho
Kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai

Dil mera dekho
Na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise 100 saal hai

Tumhari tasveer ke sahaare
Mausam kayi ghuzaare
Mausami na samjho
Par ishq ko hamare
Nazron ke samne main
Aata nahi tumhaare
Magar rehte ho har pal
Manzar mein tum hamare

Gar ishq se hai mila
Phir dard se kya gila
Is dard mein zindagi
Khush’haal hai
Ye dooriyan filhal hain

Khairiyat pucho
Kabhi to kaifiyat pucho
Tumhare bin deewane ka kya haal hai

Dil mera dekho
Na meri haisiyat pucho
Tere bin ek din jaise 100 saal hai

Anjaam hai tay mera
Hona tumhein hai mera
Jitni bhi ho dooriyan filhal hain
Ye dooriyan filhal hain
.
.
.
.
Ignore tags
#KhairiyatLyrics #Chhichhore

show more

Share/Embed