Ghalat fehmi lyrics (Slowed) | Asim Azhar and Zenab Fatima Sultan | Movie Superstar
Lyrical Forest Lyrical Forest
19.3K subscribers
119,214 views
0

 Published On Feb 21, 2021

Raaigan ha wafa yahan.
Raaigan...
Sayibaan, jo laga tha kabhi wo
faraib-e-nazar asmaan
Ab sharafat nahi
Yeh rivayat nahi baaki
Ho kisi ki qadar
Aesi aadat nahi baaki

Aesa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apna pan
Ehsaas ki raah chuni hai

Tarasti hain nigahain meri takti hain raahain teri sun kabhi aahain meri
Yeh kese main bataon tujhey soti nahi ankhain meri kat-ti nahi raatain meri
K khuahishon pe khuabon ki barishain azabon ki kahan gai dhoop mere hisse k sawabon ki
K dard bharey naalon pe kar karam sawalon pe
Q sitam hai tera tere chahney walon par

Tarasti hain nigahain meri takti hain raahain teri chaihiye panah teri
Yeh kese main bataon tujhe
Soti nahi ankhain meri
Kat-ti nahi ratain meri

[Music]


Pal nahi jaatey
Doobti hain sansain
Dil aese bhar jaatey
Jaatey hoye lamhon ko
Paas bulata hai
Thori si bhi doori dil
Seh nahi paata hai

Sab hain dikhavey
Jhootey behlavey
Ek hi qadam laaye
Sau sau pachtavey

Bekhabar tha zara par na tha bewafa
Yaaraa..

Sach tha yeh ghalat fehmi par khuab nahi jur paatet
Dukh detey jaan letey hain taras zara nahi khaatey [2x]

Tarasti hain nigahain meri takti hain rahain teri sun kabhi aahain meri
Yeh kese main bataon tujhey soti nahi ankhain meri kat-ti nahi raatain meri

Aesa nahi kahin koi hai ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apna pan ehsaas ki raah chuni hai [repeat]


Ignore tags
#ghalatfehmi #superstar #Asimazhar

show more

Share/Embed