161-Qur'an Class : Surat Yousuf (Ayat No. 43 to 57) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza
24,356 views
0

 Published On Oct 21, 2023

#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza
00:00 - Start & Introduction !!
02:34 - Ayat 43: "Badshah ney kaha mein ney khuwab mein dekha hai kay saat moti taza farba..."
07:11 - Ayat 44: "Unhon ney jawab diya kay yeh to urtay uratay pareshan khuwab hain aur aisay..."
08:42 - Ayat 45: "Unn do qadiyon mein say jo raha hua tha ussay muddat kay baad yaad..."
09:35 - Ayat 46: "Aey yousuf! Aey boht baray sachay yousuf! Aap humen iss khuwab ki tabeer batlaiye..."
11:32 - Ayat 47: "Yousuf ney jawab diya kay tum saat saal tak pay dar pay lagataar hasb-e-aadat..."
13:51 - Ayat 48: "Iss kay baad saat saal nihayat sakht qehat kay aayen gay woh iss ghallay..."
15:02 - Ayat 49: "Iss kay baad jo saal aayega uss mein logon per khoob barish barsaee jayegi..."
16:02 - Ayat 50: "Aur badshah ney kaha yousuf ko meray pass lao jab qasid yousuf kay pass..."
19:10 - Ayat 51: "Badshah ney poocha aey aurto! Uss waqt ka sahih waqiya kiya hai jab tum..."
23:01 - Ayat 52: "(yousuf alh-e-salam ney kaha) yeh iss wastay kay (aziz) jaan ley kay mein ney..."
24:34 - Ayat 53: Nafs ki Iqsaam ?? Nafs-e-Ammara, Nafs-e-Mutmainna & Nafs-e-Lawwama !! Gunnaho say Bachna aur Burai ka Mada !!
40:31 - Ayat 54: "Badshah ney kaha issay meray pass lao kay mein ussay apney khas kaamon kay..."
42:14 - Ayat 55: "(Yousuf ney) kaha aap mujhay mulk kay khazano per muqarrar ker dijiye mein hifazat..."
44:46 - Ayat 56: "Issi tarah hum ney yousuf (alh-e-salam) ko mulk ka qabza dey diya. Kay woh..."
45:50 - Ayat 57: "Yaqeenan eman daron aur perhezgaron ka ukhrawi ajar boht hi behtar hai."

show more

Share/Embed