Qaraar Acoustics EP (Jukebox) | Faheem Abdullah I Hindi Song 2024 I Artiste First
Artiste First Artiste First
577K subscribers
10,758 views
0

 Published On Premiered Jan 22, 2024

Qaraar - An Acoustic Extended Play is an amalgamation of Faheem Abdullah’s originals which were released in previous years.

The EP Qaraar intends to calm a mad heart and give peace and respite to a listener. It consists of 4 songs i.e. Tera Hona, Judayi, Ae Yaad and Tera Hona. The EP is minimal, acoustic, ambient, soothing and hits the right chords.

Buy Merch at https://merch.artistefirst.com/ 👕

LYRICS: AE YAAD

Ae yaad tu yun na yaad aa
Jaa thodi dair ke baad aa
Woh thi toh meri hi zindagi
Mai bhi toh uska tha laadla

Ab kya kahun ke mai roz o shab
Yaadon mein uski hun kaat taa
Yahin toh tha mera Humnafas
Kahan gaya, mujhe kya pata

Maine galatiyun ko sudhaar kar
Maine har gali mein pukaar kar
Socha ke woh mil jaaye ga
Mila toh kitna naraaz par

Dawaa e Dil ko dhoondne
Jaa raha hun mai darr ba darr
Tere Ishq ne hai yeh kya kiya
Hun khwaar khud ko sanwaar kar


LYRICS: TERA HONA

Tera hona
Ya na hona
Mujh ko lagey hai
Tera hona

Tera hona
Ya na hona
Milna lagey hai
Tujh ko khona

Zindagi mein tere bin ab kya bacha hai
Jo bacha hai teri hi woh ik dua hai

Likh ke kaagaz kaat taa hun mai
Kishtiyaan paani mein bahaata hun mai

Yeh soch ke ki woh tere ghar tak chalein
Siyaahi paani mein ghull jaati hai

LYRICS: JUDAYI

Tum ho mere
Kaise kahein
Jo gham diye
Hass ke sahey hain
Tere bin ab
Jeene lagey hain
Jeetey hain par
Marr se gaye hain

Ik baar aaja mai tujh ko chaahun
Tera ghar hun mai aur meri panah tu
Qurban meri jaan mai tujh pe fida hun
Parwaana mai woh hun jis ki shama tu
Teri aag ki tapish mai jall jaavun
Teri aag ki tapish mai jall jaavun

Tujh se judi aas
Rabba hui kyun judayi
Meri jaan bann ke di kyun mujhe duhayi

Woh raat mere sath
Tuney thi jo bitaayi
Tera hath mera hath
Chaya pari ki banayi
Bigday haalaat ab bhi jo tu na aayi
Sadqay meri jaan tujh pe hai maine waari

Tujh se judi aas
Rabba hui kyun judayi
Meri jaan bann ke di kyun mujhe duhayi

LYRICS: JHELUM

Jhelum Roya
Kashmir ke liye Jhelum roya

Jhelum roya
Kashmir ko mere yeh kya hoya

Marey hain sabhi toh
Marey hain sabhi toh
Jo zinda hoya
Marr ke roya
Kashmir ko mere yeh kya hoya

Moaj wadaan az
Wathraav hass naa yi osh

Bhool gaye hum
Woh saarey gham
Jin ghamon ne hamey bahaa diya tha

Jhelum Roya
Kashmir ke liye Jhelum Roya

Osh haaraan kyazi chuham jaanano
Hoorum mea chey dim mea wadne jaanano

Wadaan nai chus bè paanas myean moji
Wadaan chus ami wain kass rozakh nazri kochas myean moji


AUDIO CREDITS:

AE YAAD
Written & Performed by Faheem Abdullah
Music Production : Hyder Dar
Keys : Mukesh Muralidharan
Mix & Master : Anurag Raj

TERA HONA
Written & Performed by Faheem Abdullah
Music Production : Qassam Hussain
Keys : Qassam Hussain
Mix & Master : Qassam Hussain

JUDAYI
Written & Performed by Faheem Abdullah
Music Production : Hyder Dar
Keys : Mukesh Muralidharan
Mix & Master : Qassam Hussain

JHELUM
Written & Performed by Faheem Abdullah
Music Production : Rauhan Malik
Keys : Nimshi Kuraganti
Mix & Master : Qassam Hussain

VIDEO CREDIT:
Mehran Ali Ansari

#qaraar #acoustic #acousticversion #hindisong #acousticguitar #acousticsongs #faheemabdullah #terahona #judayi #jhelum #aeyaad #indianartist

🔔 TURN ON THE BELL ICON on the channel for new alerts! 🔔
🔔 Subscribe To Our Channel -    / @artistefirst  

Follow Artiste First on :

Facebook -   / artistefirst  
Instagram -   / artistefirst  
Twitter -   / artistefirst  
LinkedIn -   / artiste-first-10226a1a7  

©ArtisteFirst
Formelly known as TM Music

show more

Share/Embed